Find Teachers/Teacher Profile
Zainab madniya

Zainab madniya

✓ Verified Teacher

Islamic Studies

1–3 years of experience

About the Teacher

Teaching Style and Experience Main aik zimmedar, mehnati aur sabr o tahammul wali teacher hoon. Mera teaching style asaan, friendly aur students ki learning ability ke mutabiq hai. Main lesson ko clear way mein samjhane ke saath saath revision aur practice par bhi khaas tawajjoh deti hoon. Mujhe online teaching ka experience hai aur main har student ki zaroorat ke mutabiq individual attention deti hoon. Mera maqsad hai ke students lesson ko achhi tarah samjhein aur confidence ke saath seekhein.

Subjects I Teach

Islamic Studies

Languages

Urdu

Related Online Teachers