Find Teachers/Teacher Profile

Kaleem Ullah Khan
✓ Verified TeacherQuran & Tajweed & Hifz-ul-Quran & Urdu
5–10 years of experience
About the Teacher
Salam, mera naam Muhammad Kaleemullah Khan hai. Main ek certified Quran aur Tajweed teacher hoon aur mujhe madaris aur online platforms par tadrees (teaching) ka 7 saal se zyada ka tajarba hai. Meri classes mein Tajweed (Hafs), durust Makharij ke sath Qira'at, Nazra Quran, Hifz aur basic Urdu shamil hain. Mera sikhane ka andaz intehai aasan aur shafqat bhara hai taake bachay aur baday dono aasaani se sahi talaffuz ke sath Quran-e-Pak sikh sakein.
Subjects I Teach
Quran & TajweedHifz-ul-QuranUrdu
Languages
UrduHindi