Find Teachers/Teacher Profile

Munasif Raza
✓ Verified TeacherQuran & Tajweed & Hifz-ul-Quran & Islamic Studies & Hindi & Urdu
3–5 years of experience
About the Teacher
Assalamu Alaikum wa Rahmatullah Mera naam Munasif Raza Attari hai. Main Quran Pak aur Deeni Taleem padhata hoon. Mujhe bachchon aur students ko Quran Pak sahi tareeqe se padhane ka tajurba hai. Main aapko Quran Pak, Madani Qaida, Tajweed aur basic Deeni Masail aasaan tareeqe se padhane ki koshish karunga. Mera maqsad ye hai ki aap Quran Pak ko sahi talaffuz aur Tajweed ke saath padhein aur samjhein. Agar aap Quran Pak padhna seekhna chahte hain, to main aapki poori koshish ke saath rehnumai karunga. Only 30 minute Jazakallahu Khairan. Allah Hafiz.
Subjects I Teach
Quran & TajweedHifz-ul-QuranIslamic StudiesHindiUrdu
Languages
HindiUrdu