Find Teachers/Teacher Profile

Sohel raza
✓ Verified TeacherQuran & Tajweed & Urdu & Islamic Studies
3–5 years of experience
About the Teacher
Stutents ko apne baccho ki tarah piyar o mohabbat se parhana, unhe ye ehsas dilana ke ham aapka bhala chahte hai aapke liye fikar mand hai ye students ko teacher ke sath mazboti se jode rakhta hai sakhti ka daur nahi raha sakhti se student parhayi se door ho jate hain wagaira aor bahut ki khususiyaat 1 teacher me honi chahiye jisko mukammal yaha bayan karna mushkil hai is liye isi par iktifa karta hu.
Subjects I Teach
Quran & TajweedUrduIslamic Studies
Languages
Urdu